karan shabd ka kya matlb hai (karan नाम का क्या अर्थ है)

KARAN naam ka matalb kaan se hai
karan mahabharat main ek veer yodha tha jo pandvo ka bada bhai tha karan naam ke vyakti

nishtha vaan dayaalu loyal kabhi haar na manane vaale hote hai mahabharat main ek karan naam ka yodha tha jo ki suray bhagwan ka putr tha or jiske paas bhagwan ka vardaan ke roop main kavach or kundal the jisase usko harana bahut mushkil tha or vo ek vishal hardy ka savaami tha .uske mitrata ke liye adharm ka sath bhi diya or isliye martyu ko prapt hu. uski martyu arjun ke hathon hui.

Comments

Popular Posts